2017

2016

2015

2014

Home » guruji
Mujhe Garv Hai!


Lucky College, room no. 3, time 10:25, kaafi khaamoshi thi kamre me..Thik vaise hi jaise tufaan aane se pahle beach pe hoti hai..Fir kuch aisa hua jo sirf RTU jaisi mahaan university ki hi den ho sakti hai..CG ke paper me DSA ke questions..three things about RTU is more interesting than Gandhiji's 3 monkeys..1.hum padhte kuch hai..2.paper me aata kuch hai..3.aur hum likhte kuch aur hi hai..Darwaaje ke baahar Lucky school ki building ko dekhkar mujhe apne school tym ki yaad aa gyi thi..Us waqt agar paper me out of course question aate toh Guruji aake kehte" Baccho! 7-8 no. question kaat do"..par yaha to dur dur tak aisa koi farista nhi dikh rha tha..agar ho bhi to kya kahega"Baccho!

हाल-ए-दर्द स्टुडेण्ट का....



सर्दी में जल्दी उठता,
जाता क्लास में पढने,
नहीं आते उस दिन गुरूजी,
फिर विश्वास उठ जाता पढाई से,
एक दिन वो नहीं आते,
एक दिन हम नहीं जाते,
बस यूहीं पूरा सेमेस्टर निकल जाता हैं,
ऐ खुदा! कैसे सुनाऊँ,
हाल-ए-दर्द स्टुडेण्ट का.... 

गुरूजी कहते,
दिल लगाकर पढो बच्चो,
जरूर सफलता मिलेगी,
दिल तो एक दिन भी नही करता,