2017

2016

2015

2014

Home » duniya
मैं गरीब किसान रे..


सुना था बचपन में..
मेरा देश हैं अन्नदाता..
यकीन तब हुआ..
जब गोदामो में अन्न..
सडकर बर्बाद हुआ..
कुछ फर्क न पडा..
इन सफेद कुर्ते वालो को..
पर एक किसान की..
मेहनत का तो मजाक बना..

संसद में मिलता हैं..

MOHABBAT



aayne ke saamne khade hokar, apne aansuo me kuch yuh bah gaya,
uski yaado ke safar me, ab main tanha naa raha,
nikal aate hai aansu, jab kadvi yaadein meethi lagti hai,
de jaate hai thandak, jab baichain dil tadap uthta hai,
yeh mere jo armaan hai, sirf unn aansuo ko dekh kar hai aate,
tab maine socha agar tute dilo ko aansu sahara naa dete, toh kaun deta.

meri aankhon me dard me hai kuch aisa, ki jamana mujhe aashiq kehta hai,
mere dil se nikle lafz hai kuch aise, ki jamana mujhe shayar keh deta hai,
mohabbat bana deti hai, mastaano ko deewaana,
toh mujh jaiso ko deewano ki pankti  me khada kar deti hai,

Dil tu aakhir kyun rota hai....

02:27 AM,........"no neend in ma eyes........ab kya karu guys".
                                                                                              Suddenly ringtone play in ma cell..... FARHAAN AKHTER's poem from ZINDAGI NAA MILEGI DOBARA...................................
                                                         
                                                         
"Jab jab dard ka baadal chaya,
Jab ghum ka saya lehraya,
Jab aansoo palkon tak aya,
Jab yeh tanha dil ghabraya,
Humne dil ko yeh samjhaya,
Dil aakhir tu kyun rota hai,
Duniya mein yunhi hota hai"
           
Really heart touching............fir socha kyun naa main bhi kuch likhu..........aur kuch lines pesh aapke liye jo extreme edition of this poem.........

                                                 
"jab jab matlabi duniya ka saaya lahraaya,
tab tab iss duniya ne hath failaya,
 tu har kisi ke kaam aaya,
fir bhi tu kisi ke mann ko naa bhaaya,
Humne dil ko yeh samjhaya,
Dil aakhir tu kyun rota hai,

BAATEIN....


"Zindagi ki kashmkash me kuch baatein adhoori reh jaati hai,zindagi ki kashmkash me kuch baatein adhoori reh jaati h aur jo baatein dil me chupi hoti h....wo baatein sirf yaadein banke reh jaati hai." Kisi ko apne dil ki baat naa bata paane ka dard uss insaan se behtar kaun samajh sakta h jo ek mombatti ki tarah pighal pighal ke usse mohbbat kiye jaa raha h bt ander hi ander jalne ka gum wo use naa bata paa raha h. Duniya kehti hai ki mom jab pighalega tabhi to roshni dega....par duniya kya jaane ki mom pighal ke bhi mom ban jaata h kyunki kisi ko dil ki baat na bata paane ke kaaran wo baatein sirf yaadein ban ke reh jaati h......dil se