यह प्रेम कहानी जब मैंने इन्टरनेट पे पढी तो मुझे मेरे भैया का एक डायलोग
याद आया....कि हर सफल आदमी के पीछे किसी औरत का हाथ नहीं होता बल्कि औरते
हमेशा सफल आदमी को ही चुनती हैं....
Wo meri best thi. Main use poore dil se love karta tha aur wo bhi
mujhse pyar karti thi.Meri anu Aaliya li Love story 3 saal se chal
rahi thi. Inter passout hone k bad main Dehradun aa gaya aur wo Kanpur
reh gai but hum dono ek doosre se contact me the using phone and
facebook. Humari batein daily hoti thi. Dil bekarar rehte the milne k
liye but doori kafi thi hum dono k cities k beech. Main Engineering
kar raha tha aur chahta tha ki Aaliya ko bhi apne pas bulau. Wo mujhse
ek class peechhe thi so maine use dehradun banana ka man bana liya
tha.Aaliya mere liye sabkuchh thi, humari Love Story me Koi rukawat
nahi thi. Beintaha muhabbat thi aur dheere dheere hamari lovestory
marriage tak pahuch gai.
But Kuchh baton ne mere liye ?Love? ki definition